Saturday, 27 February 2016

छोड़ तो सकता हूँ,
मगर..
छोड़ नहीं पाता उसे,
वो शख्स मेरी बिगड़ी हुई..
आदत की तरह है..
Chor to sakta hu,
Magar
Chor nahipate use,
Wo shaks meri bigri huyi,
Aadat ki trha hai.
Jo Pyar Hamesha Sath Rahe Wo Sacha Hai Ji,
Jo Musibaton Mein Kaam Aaye Wo Acha Hai Ji,
Kabhi Kabhi Humse Bhi Ho Jati Hai Nadaniya,
Kyonki Dil To Baccha Hai Ji.
आग दिल में लगी जब वो खफ़ा हुए,
महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए,
करके वफ़ा कुछ दे ना सके वो,
पर बहुत कुछ दे गए जब वो बेवफ़ा हुए!
Aag Dil Me Lagi Jab Wo khafa Hue,
Mehsoos hua Tab, Jab Wo Juda Hue,
Kar K Wafa Kuch De Na Sake Wo,
Per Bahut Kuch De Gaye Jab Wo Bewafa Hue.
जिस जिस ने मुहब्बत में,
अपने महबूब को खुदा कर दिया,
खुदा ने अपने वजूद को बचाने के लिए,
उनको जुदा कर दिया|
मोहब्बत की गवाही अपने
होने की ख़बर ले जा…
जिधर वो शख़्स रहता है
मुझे ऐ दिल! उधर ले जा…
Mohabbat ki gawahi apne
hone ki khabar le jaa…
Jidhar wo shaks rehta hai
Mujhe aye dil! udhar le jaa…
Tumse Mulakat ho, Phir se koi baat ho..
Waqt ki kuch na chale, Na Din dhale, na raat ho..
Zikr gum ka chod kar, Teri-meri baat ho..
Zindagi ko maud dein, Ek nayi shuruaat ho..
Dil ki jab dhadkan thamey, Dil pe tera haath ho.
Dard ka ehsas janna hai to pyar kar ke dekho,
Apni aankho me kisi ko utar kar dekho,
Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge,
Ye ehsas janna ho to Dil haar kar dekho.